Immunity badhane ke liye kya khayen - इम्यूनिटी बढ़ाने के उपाय

Doston yadi aap bhi yah janana chahate hai ki apni Immunity badhane ke liye kya khayen arthat eshi kaun si cheeje hai jinka sevan karna hamesa sharir ki immunity ko badhata hai.

Immunity badhane ke liye kya khayen
Immunity badhane ke liye kya khayen

Immunity badhane ke liye kya khayen - इम्युनिटी बढ़ाने के लिए क्या खायें


  • Immunity badhane ka Sabse aachi cheej Vitamin-C ka sevan karna hai. Iske liye hame Neembu aur Aanwala ka sevan karna chahiye kyoki dono me Vitamin-C prachur matra me rahata hai .

  • Hari sabji aur phalon ko apne bhojan me shamil karna chahiye yah bhi hamare Immune System ko majbut banati hai.

  • Dahi ka sevan karna bhi hamre Immunity ko badhta hai .

  • Kachche lahsun ka sevan karna bhi hamre Immunity ko badhta hai kyoki isme Zink, Sulphur, Vitamin-A , Vitamin-E aur selenium paya jata hai.

  • Adrak ka Sevan karne se immune system majbut hota hai kyunki adrak ya garlic me antiviral elements paye jate hai.

  • Vitamin -D se bharpur padarthon ka Sevan karna chahie vaise vitamin -D ka mukhya strot Surya hai kintu kai aur cheejo me bhi Vitamin-D paya tha hai jaise saliman fish aur dudh etyadi me.

  • Tulsi ka Sevan karna bhi Immune System ko behatar banata hai 1 chammach tulsi ka ras la sevan karne se apki Immunity  me sudhar honge.Sahad aur kali mirch ke sath mila kar lene se apki rog pratirodhak kshmata badhti hai.

  • Kele aur palak Jaise sabjiyon ka prayog Karna kyunki ismein vitamin c ki prachur Matra hoti hai hi jo hamare immunity Ko badhati hai.

  • Lal shimla mirch mein bhi vitamin a ki Matra jaati hai uska bhi Sevan karna immune system ke liye achcha hota hai.

  • Dark chocolate mein bhi theobromine Namak antioxidants hota hai jo sharir ki khushiyon ko mukt karo se bacha kar immunity ko majbut karta hai.

  • Badam ka Sevan karna bhi achcha hota hai kyunki ismein vitamin -E paya jata hai aur badam mein iron aur protein bhi adhik Matra mein hote Hain Jo sehat ke liye achcha hota hai.

  • Kaddu ke bij mein zinc paya jata hai jo hamare immune system ko majboot banata hai.

  • Broccoli vitamin Hoti hai ismein Vitamin-A ,Vitamin-C, Vitamin-E va kai antioxidant aur fibre hote Hain.

  • Broccoli ki saman palak bhi Immune System ko majbut karti hai.

  • Immunity badhane ke liye khyen ananas kyoki isme bromelin Namak enzyme hota hai jo protein ke pachan ko prabhavit karta hai aur jisse aapki Rog pratirodhak kshamta badhane mein madad karta hai.

Conclusion:

Jaise doston main asha karta hun aapane pura article padha hoga aur aap ko pata chal gaya hoga ki apni immunity badhane ke liye ye kya khayen jisse ham Apne Ko sehatmand rakt aur apne sharir ki Rog pratirodhak kshamta ko badha payen jisse bahut se rogon se hamari ricksha ho sake aur hamara sharir mahamari se lad sake.

Dhanyvad doston 🤗

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ